hello friends
aaj ka hamara main topic hai ki indian goverment ne khad ke dukandaro ke liye ek nayi service shuru ki  hai. vo hai pos machines yani ki khad ke bill machine se hi katte jaege .ye machine use karne ke liye sabse pehle to apki mfms id honi chahiye, iske bad hi aap machine use kar sakte hai.

jin dukandaro ke pass machines already intalled hai unko kafi problems aa rahi hai. machine mein opening stock dalne mein,bill katne mein  etc

IS BLOG MAIN APP JANE GE.
1.MACHINE MEIN STOCK DALNA.
2.OPENING BALANCE .
3.SALE BILL KAISE KATNA HAI.
4.SABHI PASSWORDS.
5.UPDATE MACHINES KAISE KARNA HAI.
6.STOCK CLEAR KAISE KARNA HAI.
7.STOCK REPORT KAISE MAINTAIN KARNA HAI.



MACHINES KO USE KAISE KARE :--
1. MACHINE KO ON KARE
2. AB USME USER ID MEIN APNI MFMS ID ENTER KARE.
3. ISKE BAD PIN KI OPTION MEIN PIN DALE.
4. AGENCY AADHAR WALE COLOUM MEIN AADHAR CARD NO DALE.
5.USKE BAD FINGER LAGA KAR MACHINE MEIN LOGIN KARE.

ISKE BAD SABSE MAIN KAM HAI KI MACHINE MEIN OPENING STOCK KAISE DALE USKE LIYE IS LINK PE CLICK KIJIEYE  AUR VIDEO MEIN DEKHE    https://youtu.be
/2stKRN9v8rw

AP MERE CHANNEL KO SUBCRIBE KIJIYE ISME SIRF DBT FERTILIZER  RELATED HI VIDEO DALI JATI HAI
ISME APKO PURI JANKARI SARAL TARIKE SE BATAI JAATI HAI
AGAR APKO KOI BHI PROBLEM AYE TO AAP COMMENT BOX MEIN COMMENT KARE
APKI PURI HELP KI JAYEGI
ek baar  opening stock dalne ke bad aap bill katna shuru kar sakte hai.bill katne ke liye farmer  ke paas aadhar card hona chaiye. bina aadhar card ke aap bill nahi kat sakte.

ab apko ye janna hai ki fertlizer sale ka bill machine se kaise katta jaiye.
yeh apko is video  pe pata chal jayega -------->https://www.youtube.com/watch?v=KwxLYDxRm2k&t=35s


JIN DUKANDAR BHAIYO KE PASS OASYS COMPANY KI MACHINE HAI  VEJ YEH TOPIC DEKHE
1.OASYS MACHINE EK ANDROID MOBILE KI TARAH HI KAM KARTI HAI.
ISME JO SETTING KA OPTION HAI OSE ON KARNE KE LIYE AGAR PASSWORD MAGE TO   OASYS123  TYPE KARE.
JI  FILE MANAGER KA FOLDER HAI USME PASSWORD MAGE TO OASYS2016 TYPE KARE


WHAT IS DEALER DISPATCH NO?
Jab aap kisi wholeseller se fertilizer purchase karte hai  to wo apki id mein sale dalta hai jise ki apko apne registered mobile no pe ek dispatch no ata hai ise apko apne pos device mein receipts acknowldgement wale button ko choose karke  box mein dalna hota hai. Ye ek 12 no wala dispatch no hota hai.

Isko enter karne ke bad fetch button pe click kijiye iske bad screen pe detail show ho jaegi aur check karke submit kar dijiye.

acknowldgement  karna aasani se janne ke liye is video ko dekhe   -------->receipts acknoeldgement for RO module